Keh De Na Sabse Aaj Se Ab Se
Keh De Na Sabse Aaj Se Ab Se
Ke Tu Meri Hai Tu Meri Hai
Tu Bas Meri Hai Tu Meri Hai
Tu Meri Hai
Tu Meri Hai
Tu Bas Meri Hai
Tu Meri Hai
Jeene Ke Liye
Tera Saath Mila Khushnaseeb Nahi Mujhsa
Nibhana Tujhe Bhi Yeh Waada Hai Ab Se Aa Keh De Na Sabse Aaj Se Ab Se
Ke Tu Meri Hai
Tu Meri Hai
Tu Bas Meri Hai
Tu Meri Hai
Yeh Zindagi Besuwaadi Thi
Ab Ye Sunheri Hai
Hatheli Pe Likh Diya Haan Likh Diya
Tera Naam Ab Se
Yeh Teri Jaan Yeh Meri Jaan Ek Hai
Ek Hai
Ab Se
Meri Khushiyan Meri Wafaaein Pyaar Mera Yeh Bas Tera Hai
Kya Yeh Dariya Kya Yeh Samandar Pyaar Mera Sabse Gehara Hai
Raahaon Pe Mujhe Hamsafar Jo Tu Mila Khushnaseeb Nahi Mujhsa
Main Haath Thamu Tera Yeh Haq Se Keh De Na Sab Se Aaj Se Ab Se
Ke Tu Meri Hai
Tu Meri Hai
Tu Bas Meri Hai
Tu Meri Hai
Yeh Zindagi
Besuwaadi Thi
Ab Ye Sunheri Hai
Hatheli Pe Likh Diya
Haan Likh Diya
Tera Naam Ab Se
Yeh Teri Jaan
Yeh Meri Jaan
Ek Hai
Ek Hai
Ab Se
Thank you for reading the lyrics of "Tu Meri Hai" by . If you enjoyed the song, share it with your friends and family in the USA! If you notice any errors or discrepancies, please feel free to submit corrections via the Contact Us section. We value accurate lyrics and aim to provide the best content for fans. These lyrics are provided for educational purposes only, respecting the artists and their work. Please share and help others enjoy this track!
