HAYE RAMA is a new hindi rap song by popular rapper MC Insane published on MC Insane. Find the proper lyrics of HAYE RAMA Hindi rap song.
HAYE RAMA is the new rap song sung by MC Insane and music was given by Ace the lyrics was written by MC Insane. The music video was cast by MC Insane.
HAYE RAMA Song Details:
| Song | HAYE RAMA |
| Album | MC Insane |
| Singer | MC Insane |
| Lyrics | MC Insane |
| Music / Composer | Ace |
| Label | MC Insane |
| Artist / Cast | MC Insane |
| Language | Hindi |
| Songs Genre | Rap Song, Hip Pop Music, Indian Rap Song, Pop Song |
| Released Date | Jul 9, 2023 |
HAYE RAMA Song Lyrics
Start of the Lyrics
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Kyun Ye Pyaar Hogaya Hein
Dil Dene Ko Ye Dil Mera Taiyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
Mene Saara Jaan He Laga Diya
Aur Mujhe Saarein Chhod Gaye Zakhmi
Mene Saara Waqt Mera De Diya
Aur Mere Liye Tere Paas Koi Waqt Nai
Uljhi Hui Si Tu Aur Bikharti Ja Rahi He
Baatein Teri Meri Aur Bigadti Ja Rahi He
Koshish Thi Ye Meri Tujhe Paas Laane Ki
Par Ye Dooriyan Dooriyan Yaara Badhti Ja Rahi He
Tu Chahein Main Na Aau
Par Tere Chahne Se Hota Kya
Meri Jagah Rehke Dekh
Kisiko Khona Hota Kya
Jo Na Jaane Kehte Mujhse
Itne Mein Tu Rota Kya
Kya Bolu Jab Apne Hi Gaye Mere Badal
Kaafi Khali Khali Mera Aane Waala Kal
Dekhe The Kuch Sapne Leke Aane Waale Pal Ko
Rok Bhi Nahi Sakte Apne Jaane Waale Pal Ko
Khaali He Jagah Agar Main Yaad Aau Kal Ko
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Kyun Ye Pyaar Hogaya Hein
Dil Dene Ko Ye Dil Mera Taiyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
Kabhi Na Kabhi To Sochegi Tu Bhi
Aur Hoga Kuch Esa Main Aaunga Yaad
Kamina Kavi Hun Kar Dena Maaf
Fir Kabhi Na Tujhe Rulaunga Yaar
Oo Meri Yaara Hakikat He Meri
Main Ghum Mein Betha Hun Jaam Lagaake
Duniya Se Tujhpe Lagaya He Shart
Dau Pe Subha Aur Shaam Lagaake
Soch Bhi Sakta Nahi Tujhe
Main Kisi Aur Ke Saath
Soch Bhi Nahi Sakta Main Khudko
Ki Main Kisi Aur Ke Saath
Kabhi Nahi Rakh Sakta Tujhe
Main Kisi Aur Ke Baad
Par Tere Liye O Yaara
Main Kisi Aur Ke Baad
Yaa Fir Hun Nahi Tere List Me
Kho Gayi Tu Kisme
Ye Pyaar He Jaana
Sab Pagal He Isme
Saach Kahu Tanhaai Mera Yaar Hogaya He
Kehna Tha Ye Sabse To Ikraar Hogaya He
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Kyun Ye Pyaar Hogaya Hein
Dil Dene Ko Ye Dil Mera Taiyaar Hogaya Hein
HAYE RAMA
Mujhe Pyaar Hogaya Hein
End The Lyrics
HAYE RAMA Song Official Video
Also Read: YES SIR Lyrics
Opinion
This is the lyrics for the latest rap song HAYE RAMA from MC Insane, Indian rapper MC Insane published the new love rap song HAYE RAMA.
Comment below if you have any suggestions regarding the lyrics your comments are appreciable as it helps us to provide more content in the future.
