Duniya Soye is a new hindi song by Tony Kakkar published on Tony Kakkar. Find the proper lyrics of Duniya Soye Hindi Song.
Duniya Soye is the new Bollywood song sung by Tony Kakkar with music given by Leon James and lyrics written by Tony Kakkar. The music video was cast by Tony Kakkar, Tony Kakkar.
Duniya Soye Song Details:
Song
Duniya Soye
Album
Tony Kakkar
Singer
Tony Kakkar
Lyrics
Tony Kakkar
Music / Composer
Tony Kakkar
Label
Tony Kakkar
Artist / Cast
Tony Kakkar
Language
Hindi
Songs Genre
Pop Music, Indian Film Pop, Dancing Song, Item Song
Duniya Soye Main Jagoon , Jagoon Saari Saari Raat Mera Koi Nahi Hai Karoon Taaron Se Baat
Koi Toh Hoga Jo Khuda Ne Banaya Hai Kaun Hai Kahan Jo Hisse Mein Mere Aaya Hai
Jaagi Jaagi Raton Mein Khali Khali Haathon Mein Kisko Likha Hai Bata Baaton Hi Baaton Mein Adhoori Se Khwahishein Hain Aur Aakhon Mein Barsaat
Duniya Soye Main Jagoon , Jagoon Saari Saari Raat Mera Koi Nahi Hai Karoon Taaron Se Baat
Kya Hai Ye Zindagi Isse Kaise Jiya Jaata Hai Tanha Hoon Itna Ke Mar Jaane Ko Jee Chahta Hai Mehfil Mein Bhi Hum Tanha Reh Jaate Hain Logon Ka Kya Hai Bhala Aate Hain Jaate Hain Saath Rehte Hain Magar Koi Na Deta Saath
Duniya Soye Main Jagoon , Jagoon Saari Saari Raat Mera Koi Nahi Hai Karoon Taaron Se Baat